% \startsong \stitle{har shaam shaam\-e\-Gam hai}% \film{Meraa Salaam}% \year{1957}% \starring{Beena Rai, Bharat Bhushan, Durga Khote, Veena}% \singer{Talat}% \music{Hafiz Khan}% \lyrics{Shevan Rizvi}% % % Contributor: dhananjay naniwadekar % Transliterator: % Date : 17 august 2002 % Credits : % Comments: % \printtitle #indian % har shaam shaam\-e\-Gam hai har raat hai a.ndherii apanaa nahii.n hai ko_ii kyaa zi.ndagii hai merii Gam sahate sahate Gam kii (tasaviir ban gayaa huu.N) \- 2 jaa ai bahaar\-e\-duniyaa haalat na puuchh merii kyaa zi.ndagii hai merii har shaam shaam\-e\-Gam hai saamaan\-e\-zi.ndagii me.n (kuchh bhii nahii.n bachaa hai) \- 2 ek dard rah gayaa hai aur ek yaad terii kyaa zi.ndagii hai merii har shaam shaam\-e\-Gam hai \threedots khushiyo.n kaa ek din bhii (aayaa na zi.ndagii me.n) \- 2 pachhataa rahaa huu.N mai.n to duniyaa me.n aa ke terii kyaa zi.ndagii hai merii har shaam shaam\-e\-Gam hai \threedots % #endindian \endsong %