% \startsong \stitle{mere jiivan me.n kiraN ban ke bikharanewaale}% \film{Talaq}% \year{1959}% \starring{}% \singer{Manna De, Asha, chorus}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Pradeep}% % %Contributor: Prithviraj Dasgupta %Transliterator: Prithviraj Dasgupta %Date: May 1, 2002 %Availability: HMV CD Rare Gems Duets of the 50s: Love songs % \printtitle #indian % aa: aa aa aa aa ma: aa aa aa aa aa/ma: aa aa aa ko: aa aa aa aa aa: mere jiivan me kiraN ban ke bikharanewaale bolo tum kaun ho bolo tum kaun ho ma: aa.Nkho.n aa.Nkho.n se man me utaranewaale bolo tum kaun ho bolo tum kaun ho aa: (kyaa kisii dev ke bheje hu_e varadaan ho tum) \-2 ma: kyaa mere pichhale janam kii ko_ii pahachaan ho tum aa: (Dhuu.NDhataa thaa jise dil kyaa wohii mahamaan ho tum) \-2 ma: apanii musakaan se paagal mujhe karanewaalii bolo tum kaun ho bolo tum kaun ho aa/ma: mere jiivan me \threedots ma: (is tarah aaj kyuu.N lalachaa rahe ho tum mujhako) \-2 aa: kidhar u.Daake li_e jaa rahe ho tum mujhako ma: (baat vo kyaa hai jo samajhaa rahe ho tum mujhako) \-2 aa: chhupake chhupake mere duniyaa ko badalanewaale bolo tum kaun ho bolo tum kaun ho aa/ma: mere jiivan me \threedots ko: aa aa aa aa % #endindian \endsong %