% \startsong \stitle{na ro ai dil kahii.n rone se taqadiire.n badalatii hai.n}% \film{Udan Khatola}% \year{1955}% \starring{Dilip Kumar,Nimmi}% \singer{Lata}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator:Srinivas Ganti % Date:7 April,2001 % Credits: % Comments:LATAnjali % \printtitle #indian % na ro ai dil kahii.n rone se taqadiire.n badalatii hai.n \-2 kahii.n aa.Nsuu bahaane se tamannae.n nikalatii hai.n na ro ai dil \-2 natiijaa mil gayaa hamako kisii se dil lagaane kaa \-2 sitam dekhaa nasiibo.n kaa karam dekhaa zamaane kaa \-2 muhabbat aah bharatii hai, vafaae.n haath malatii hai.n na ro ai dil \threedots liye jaate the ai dil ham terii naiyyaa kinaare par \-2 muhabbat ke bharose par, ummiido.n ke sahaare par \-2 khabar kyaa thii ke zaalim aa.Ndhiyaa.N bhii saath chalatii hai na ro ai dil \threedots % #endindian \endsong %