% ITRANS SONG # 3335; Created on Jan 26, 2004 % % From: Neha (nehadesai@hotmail.com) % Date: 2001-08-24 16:28:01 PST % \startsong \stitle{guzaraa huaa ulafat kaa zamaanaa}% \film{Maan}% \year{1954}% \starring{Ashok Kumar, Dev Anand, Meena Kumari}% \singer{Lata}% \music{Anil Biswas}% \lyrics{Dr Safdar 'Aah'}% % % Contributor: Neha Desai, 2001-08-24 % Transliterator: V S Rawat, 27/01/04 % Comments: LATAnjali series % \printtitle #indian % ( guzaraa huaa ulafat kaa zamaanaa yaad karake roye.nge yaad karake roye.nge ) \-3 ( jab saawan kii mast ghaTaae.n dhuum machaatii aaye.ngii ) \-2 jab koyal kii miiThii taane.n kaano.n me.n bas jaae.ngii ham ek bhuulaa huaa taraanaa yaad karake roye.nge kabhii kabhii jab tumako apane dil kaa dard sunaate the kabhii kabhii kabhii kabhii jab tumako apane dil kaa dard sunaate the pyaar se ****** dekar saajan hamako gale lagaate the wahii pyaar se gale lagaanaa yaad karake roye.nge \-2 guzaraa huaa ulafat kaa zamaanaa yaad karake roye.nge \-2 % #endindian \endsong %