% ITRANS SONG # 3381; Created on Jan 26, 2004 % % From: Nimish (WarAgainstSpam_@usa.net) % Date: 2002-10-25 17:42:12 PST Original Format % \startsong \stitle{ha.Ns le gaa le ... kaisii ye jaagii agan ... duur kahii.n ek taaraa}% \film{Jaal}% \Year{1952}% \starring{Devanad, Geeta Bali, Poornima}% \singer{Lata}% \music{S D Burman}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: Nimish Pachapurkar % Transliterator: Nimish Pachapurkar % Credits:Satish Kalra % Comments:SDB Series # 67 % aka Sun Mere Bandhu Re % \printtitle #indian % %chorus ha.Ns le, gaa le, dhuum machaa le, duniyaa faanii hai kah le dil kii baat sajan se, raat suhaanii hai %Lata kaisii ye jaagii agan %Lata (duur kahii.n ek taaraa karataa hai ye ishaaraa)\2 jiit hai aaj usii kii jis ne sab kuchh haaraa siine me.n tuufaa.n hai jalane kaa aramaa.N hai kaisii ye jaagii agan %chorus ha.Ns le, gaa le, dhuum machaa le, duniyaa faanii hai kah le dil kii baat sajan se, raat suhaanii hai %Lata kaisii ye jaagii agan %chorus maariiyaa \threedots %Lata (duur nagariiyaa terii, rastaa hai anajaanaa )\2 raah me.n milane waale, raah me.n chhoD na jaanaa siine me.n tuufaa.n hai, jalane kaa aramaa.N hai kaisii ye jaagii agan %chorus ha.Ns le, gaa le, dhuum machaa le, duniyaa faanii hai kah le dil kii baat sajan se, raat suhaanii hai %Lata kaisii ye jaagii agan %chorus maariiyaa \threedots %Lata to.D ke naate saare chalii huu.N un ke dvaare ghar aa.Ngan se kahiyo ab naa mujhe pukaare siine me.n tuufaa.n hai, jalane kaa aramaa.N hai kaisii ye jaagii agan, lagii hai dil me.n lagan %chorus siine me.n tuufaa.n hai, jalane kaa aramaa.N hai kaisii ye jaagii agan ha.Ns le, gaa le, dhuum machaa le, duniyaa faanii hai kah le dil kii baat sajan se, raat suhaanii hai maariiyaa \threedots % #endindian \endsong %