% ITRANS SONG # 3389; Created on Jan 26, 2004 % % From: naniwadekar (not_this_naniw@hotmail.com) % Date: 2002-10-14 01:54:56 PST Original Format % \startsong \stitle{kisii ko banaanaa kisii ko miTaanaa}% \film{Sheeshaa}% \year{1952}% \starring{Nargis, Sajjan, Vimla}% \singer{Talat}% \music{Ghulam Mohammed}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: dhananjay naniwadekar % Date: 14 Oct 2002 % \printtitle #indian % kisii ko banaanaa, kisii ko miTaanaa ajab hai ye duniyaa, ajab ye Jamaanaa hai.n dono.n hii insaa.n pale ek chaman me.n wo hii ek thii jaan dono.n ke tan me.n magar ko_ii o.Dhegaa phuulo.n kii chaadar hai mushqil kisii ke dile sar chhupaanaa ajab hai ye duniyaa \threedots hai.n sar par kisii ke bahaaro.n ke saaye.n kisii par balaa_o.n ke baadal hai.n chhaaye kisii ke liye sirf aa.Nsuu kii bunde.n kisii ke liye motii_o.n kaa khaJaanaa ajab hai ye duniyaa \threedots ko_ii chain se hai, tarasataa hai ko_ii kisii ke uja.Dane se bachataa?? hai ko_ii na jaane ye andher kab tak rahegaa zamii.n ek kii dusare kaa Thikaanaa ajab hai ye duniyaa \threedots % #endindian \endsong %