% ITRANS SONG # 3402; Created on Jan 26, 2004 % % From: Srinivas Ganti (g#a#n#t#i#s#r#i#@hotmail.com) % Date: 2002-10-24 21:12:52 PST % \startsong \stitle{maalik tere jahaa.N me.n itane bade jahaa.N me.n}% \film{Ab Dilli Door Nahin}% \year{1957}% \starring{Motilal, Romi, Sulochana, Yakub, Nana Palsikar}% \singer{Sudha Malhotra}% \music{Dattaram}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator:Srinivas Ganti % Date: 24th October 2002 % \printtitle #indian % maalik tere jahaa.N me.n, itanii(kitanii ?) bade jahaa.N me.n (koii nahii.n hamaaraa)\-2 maalik tere jahaa.N me.n ab kis kii dwaar jaauu.N dukh me.n kise bulaauu.N sab ? gaye kinaaraa koii nahii.n hamaaraa maalik tere jahaan me.n kis haal me.n bhii dekho Thukaraa rahii hai duniyaa (ham par banii to ham se takaraa rahii hai duniyaa)\-2 naa aas naa dilaasaa sab to hai ik tamaashaa jhuuTaa hai har sahaara koii nahii.n hamaaraa maalik tere jahaa.N me.n sar pe ? paayaa mujh se biccha.D gaye hai.n (ummiid ke vo motii, aa.Nsuu me.n dhal gaye hai.n)\-2 kyaa raat kyaa saveraa haatho.n pahar a.ndheraa TuuTaa har ek taaraa koii nahii.n hamaaraa (maalik tere jahaa.N me.n, itanii bade jahaa.N me.n)\-2 (koii nahii.n hamaaraa)\-2 maalik tere jahaa.N me.n % #endindian \endsong %