% ITRANS SONG # 3407; Created on Jan 26, 2004 % % From: Srinivas Ganti (gantisri@hotmail.com) % Date: 2001-10-27 12:45:45 PST % \startsong \stitle{mai.n pa.nkh lagaa ke u.D jaauu.N}% \film{Armaan}% \year{1953}% \starring{Dev Anand, Madhubala, K N Singh}% \singer{Asha}% \music{S D Burman}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor:Srinivas Ganti % Transliterator:Srinivas Ganti % Date:October 24, 2001 % Comments: SDB series % \printtitle #indian % (mai.n pa.nkh lagaake u.D jaauu.N mai.n pa.nkh lagaake u.D jaauu.N aur phir naa palaT ke aauu.N mai.n pa.nkh lagaake u.D jaauu.N na na naa, na na naa, na na naa)\-2 mai.n pa.nkh lagaake u.D jaauu.N laharo.n me.n jhuuluu.N, taaro.n ko chhuuluu.N laharo.n me.n jhuuluu.N ambar kii chhaatii se lag kar, sapano.n me.n kho jaauu.N anajaanii raaho.n me.n chhup kar, anajaanii ho jaauu.N aur Kud bhii khoj naa paauu.N mai.n pa.nkh lagaake u.D jaauu.N \threedots laharo.n me.n jhuuluu.N, taaro.n ko chhuuluu.N laharo.n me.n jhuuluu.N badalii banakar ban ban ghuumuu.N, bijalii ban musakaauu.N jharano.n kii jhaalar me.n baiThii, giit suhaanii gaauu.N duniyaa ko nazar naa aauu.N mai.n pa.nkh lagaake u.D jaauu.N \threedots % #endindian \endsong %