% ITRANS SONG # 3481; Created on Jan 26, 2004 % % From: Abhay Phadnis (aphadnis@hotmail.com) % Date: 2002-11-05 04:36:31 PST % \startsong \stitle{terii Kaatir jal rahe.n hai.n}% \film{Pakistani-film{Paigham)}% \year{1964}% \starring{}% \singer{Noorjehan}% \music{A Hameed}% \lyrics{Faiyaz Hashmi}% % % Contributor: Abhay Phadnis % Transliterator: Abhay Phadnis % Credits: Urzung Khan, Jamal Akbar % Comments: Noor-e-Tarannum Series; November 05, 2002 % \printtitle #indian % (terii Kaatir jal rahe.n hai.n kab se parawaane pyaar kyaa hai kyaa bataa_e.N tujh ko diiwaane) \-2 laakh terii beruKii ham pe sitam .Dhaatii rahii jis qadar tujhako bhulaayaa terii yaad aatii rahii ho ga_e tere liye ham sab se begaane pyaar kyaa hai kyaa bataa_e.N tujh ko diiwaane terii Kaatir jal rahe.n hai.n \threedots dil luTaakar bhii terii duniyaa me.n rah sakate nahii.n \-2 ham tere hoke bhii tujhako apanaa kah sakate nahii.n dil me.n rah jaa_e.Nge yuu.N hii dil ke afasaane pyaar kyaa hai kyaa bataa_e.N tujh ko diiwaane terii Kaatir jal rahe.n hai.n kab se parawaane pyaar kyaa hai kyaa bataa_e.N tujh ko diiwaane terii Kaatir jal rahe.n hai.n \threedots % #endindian \endsong %