% ITRANS SONG # 3484; Created on Jan 26, 2004 % \startsong \stitle{tumhii.n kaho meraa man kyuu.N rahe udaas nahii.n}% \film{Girls School}% \year{1949}% \starring{Geetabali, Sohan, Shashikala, Sajjan}% \singer{Lata}% \music{Anil Biswas}% \lyrics{Pradeep}% % % Contributor: Nimish Pachapurkar % Transliterator: Nimish Pachapurkar % Date: Nov 16, 2002 % Comments: LATAnjali Series % Credits: Anrunabha Roy, Dhananjay Naniwadekar % generated using giitaayan % \printtitle #indian % tumhii kaho .a .a tumhii.n kaho meraa man kyuu.N rahe udaas nahii.n tum mere paas bhii ho phir bhii mere paas nahii.n chaa.Ndii kii Doliiyo.n me.n baiTh ke nikalii hai.n taaro.n kii Toliyaa.N cha.ndaa se khel rahii hai.n vo Tim Tim Tim cha.ndaa se khel rahii hai.n vo aa.Nkh michauliyaa.N, aa.Nkh michauliyaa.N machaa hai raas vahaa.N aur mai.n udaas yahaa.N mere dil me.n hai a.Ndheraa haa_e ko_ii ujaas nahii.n tum mere paas bhii ho \threedots tumhaare qadamo.n pe apanii duniyaa luTaane aayii huu.N mai.n raajaa tumhaare dar pe kha.Dii hai merii muhabbat ho ho .a .a, tumhaare dar pe kha.Dii hai merii muhabbat, kholo daravaazaa, kholo daravaazaa mere sapano.n ke sahaare tum ko merii priit pukaare binaa tumhaare mere jiivan me.n ko_ii miThaas nahii.n tum mere paas bhii ho \threedots % #endindian \endsong %