% ITRANS SONG # 3493; Created on Jan 26, 2004 % % From: Srinivas Ganti (gantisri@hotmail.com) % Date: Thu, 15 Mar 2001 16:43:38 -0600 % \startsong \stitle{yahii to hai vo yahii to hai}% \film{Solvaan Saal}% \year{1958}% \starring{Dev Anand, Waheeda Rahman}% \singer{Rafi}% \music{S D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor:Srinivas Ganti % Transliterator:Srinivas Ganti % Date:13 March 2001 % \printtitle #indian % (yahii to hai vo,yahii to hai)\-2 (dekhiye dekhiye gaur se phir dekhiye)\-2 (yahii to hai vo,yahii to hai)\-2 (sunaa hogaa aap ne,kissaa ye chaupaal me ek raajaa pha.Ns gayaa thaa ik parii ke jaal me.n)\-2 o parii aaii hai phir naye jalave liye are dekhiye dekhiye gaur se phir dekhiye yahii to hai vo \threedots (shaayaro.n ka ye kahaa,hoge tumhe yaad bhii bholii bholii suurat vaale,hote hai.n jallaad bhii)\-2 siine me.n dil nahii.n,phirate hai.n pathar liye are dekhiye dekhiye gaur se phir dekhiye yahii to hai vo \threedots (haan vohii jinake liye,jaan dii farhaad ne ja.ngal ja.ngal rotaa thaa,majanuu bhii jinakii yaad me.n)\-2 ##romeo## chal basaa jinake tamanna liye dekhiye dekhiye gaur se phir dekhiye yahii to hai vo \threedots (tum ise kahalo ha.Nsii,par ye sahii baat hai kuchh to hai jo inaka meraa galii galii saath hai)\-2 aur ham kyaa kahe khud hii samajh liijiye o dekhiye dekhiye gaur se phir dekhiye yahii to hai vo \threedots % #endindian \endsong %