% \startsong \stitle{dil divaanaa bin sajanaa ke maane naa}% \film{Maine Pyar Kiya}% \year{1989}% \starring{Salman Khan, Bhagyashree}% \singer{S P Balasubramaniam / Lata}% \music{Ram Laxman}% \lyrics{Asad Bhopali}% % % Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Tabassum Hijazi % Editor: % \printtitle #indian % dil dIvaanaa bin sajanaa ke maane nA \- 2 ye pagalaa hai samajhaa ne se samajhe nA \- 2 dhak dhak bole it ut Dole bin rainaa ye pagalaa hai samajhaa ne se samajhe nA \- 2 dard\-e\-judaa_ii kyA hotA hai tum jaano mai.n jaanuu.n o ho dard\-e\-judaa_ii kyA hotA hai tum jaano mai.n jaanuu.n pyaar bulaaye duniyaa roke kisakaa kahanaa maanuu.n tumase mile bin dil ko kuchh bhI sujhe naa ye pagalaa hai samajhaa ne se samajhe nA \- 2 ban ke lahuu nas nas me.n muhabbat dau.De aur pukaare o ho o ban ke lahuu nas nas me.n muhabbat dau.De aur pukaare pyaar me.n sab kuchh haar diyaa par himmat kaise haare kaha do duniyA dil kA rastaa roke nA ye pagalaa hai samajhaa ne se samajhe nA (2) o ho o \threedots dil dIvaanaa bin sajanaa ke maane nA ye pagalaa hai samajhaa ne se samajhe nA \- 2 % % Lata's version % dil ye chaahe banaa ke aa.Nchal tujh ko lapeTuu.N tan se gagan me.n duniyaa maa.Nge apanii muraade.n mai.n to maa.Nguu.N saajan o ho ho, o ho duniyaa maa.Nge apanii muraade.n mai.n to maa.Nguu.N saajan rahe salaamat meraa sajanaa aur asajanaa kaa aa.Ngan is ke sivaa dil rab se kuchh bhii na chaahe naa ye pagalaa hai \threedots o ho o \threedots dil ye chaahe banaa ke aa.Nchal tujh ko lapeTuu.N tan pe o ho ho, o ho dil ye chaahe banaa ke aa.Nchal tujh ko lapeTuu.N tan pe yaa mai.n u.D jaa_uu.N tum ko liye gagan pe aur bhii kuchh hai.n dil ke iraade kyaa kahanaa ye pagalaa hai \threedots dil dIvaanaa bin sajanaa ke maane nA ye pagalaa hai samajhaa ne se samajhe nA \- 2 % #endindian \endsong %