% \startsong \stitle{dil kii tamannaa thii mastii me.n manzil se ##(happy version)##}% \film{Gyara Hazar Ladkian}% \year{1963}% \starring{Bharat Bhushan, Mala Sinha, Helen}% \singer{Asha, Rafi}% \music{N Dutta}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Malini Kanth (fl849@cleveland.Freenet.Edu) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Sun Oct 22 1995 % Credits: Ashok Dhareshwar (adhareshwar@worldbank.org) % Atish Sanyal % Surajit A Bose % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Vinay P Jain % Comments: % \printtitle #indian % ra: ho dil kii tamannaa thii mastii me.n ma.nzil se bhii duur nikalate apanaa bhii koii saathii hotaa, ham bhii bahakate chalate-chalate ho dil kii tamannaa ... aa: hote kahii.n ham aur tum, Khwaabo.n kii ra.ngiin vaadii me.n gum - 2 ra: phir un Khwaabo.n kii vaadii se uThate aa.Nkhe.n malate-malate do: ho dil kii tamannaa ... ra: ha.Nsatii zamii.n, gaate qadam, chalate nazaare, chalate jo ham - 2 aa: rukate ham to ruk-ruk jaataa Dhalataa suuraj Dhalate-Dhalate do: ho dil kii tamannaa ... ra: aur shaam-e-Gam banake agar dukh ke a.Ndhere karate safar - 2 aa: raaho.n ke diipak ban jaate pyaar bhare dil jalate-jalate do: ho dil kii tamannaa ... % #endindian \endsong %