% \startsong \stitle{dil lenaa khel hai diladaar kaa}% \film{Zamane Ko Dikhana Hai}% \year{}% \starring{Rishi, Padmini Kolhapure}% \singer{R D Burman, chorus}% \music{R D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Reeta Sinha (librs@emoryu1.cc.emory.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % (dil lenaa khel hai diladaar kaa bhUle se naam naa lo pyaar kaa pyaar bhii ruuThaa yaar bhii ruuThaa dekho mujhako dilavaalo.n haa khaayaa hai dhokhaa ho mai.nne yaar kaa) \-2 vaado.n pe inake nA jaanaa baato.n me.n inakii nA aanaa are, vaado.n pe inake nA jaanaa baato.n me.n inakii nA aanaa inakii mIThii baate.n ye matavaalii aa.Nkhe.n zahar hai pyaar kaa dil nA khel hai \threedots inape zavaanii luTaa do yaa zindagaanii luTaa do are, inape zavaanii luTaa do yaa zindagaanii luTaa do are kuchh bhii kar dIvaane rahe.nge ye anjaane ronaa hai bekaar kaa dil nA khel hai \threedots ## chorus : yaar kaa yaar kaa .... ## % #endindian \endsong %