% \startsong \stitle{duniyaa me.n logo.n ko dhokhaa kabhii ho jaataa hai}% \film{Apna Desh}% \year{}% \starring{Rajesh, Mumtaz}% \singer{Asha, R D Burman}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Rizwan M. Syed % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 10/27/1996 % \printtitle #indian % aar Dii: biiraa\threedots taraa taraa taraa, paraa paraa paraa taraataraataraataraa taraaruu duniyaa me.n, logo.n ko dhokhaa kabhii ho jaataa hai aa.Nkho.n hii, aa.Nkho.n me.n yaaro.n kaa dil kho jaataa hai aashaa: duniyaa me.n \threedots aar Dii: duniyaa me.n \threedots aashaa: (naagin sii merii chaal, rakhanaa dil kaa khayaal mere diivaano.n kaa, ho jaataa hai ye haal) \-2 biiDaa, biiDaa, baayaraa, baayaraa taraataraa taraa, turu turu turu, turu turu turu turu turu ruu jaagii mai.n, saarii rain saaraa jahaa.N so jataa hai aa.Nkho.n hii, aa.Nkho.n me.n yaaro.n kaa dil kho jaataa hai aar Dii: (kahatii hai ye nazar, kab kyaa ho kyaa khabar duniyaa me.n cha.nd log, hote hai.n jaaduugar) \-2 biiDaa, biiDaa, baayaraa, baayaraa taraataraa taraa, turu turu turu, turu turu turu turu turu ruu aashaa: suniye jii, un pe bhii jaaduu kabhii ho jaataa hai aa.Nkho.n hii, aa.Nkho.n me.n yaaro.n kaa dil kho jaataa hai (aar Dii: pi.njare me.n chalake aap, aa jaataa hai shikaar aashaa: qaatil pe bhii kabhii, aa jaataa hai yuu.N pyaar) \-2 biiDaa, biiDaa, baayaraa, baayaraa taraataraa taraa, turu turu turu, turu turu turu turu turu ruu baato.n hii, baato.n me.n honaa hai jo ho jaataa hai aa.Nkho.n hii, aa.Nkho.n me.n yaaro.n kaa dil kho jaataa hai aashaa: duniyaa me.n \threedots % #endindian \endsong %