% \startsong \stitle{gaae jaa giit milan ke tuu apanii lagan ke, sajan ghar jaanaa hai}% \film{Mela}% \year{1948}% \starring{Dilip Kumar, Nargis}% \singer{Mukesh}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % gaae jaa giit milan ke, tuu apane lagan ke sajan ghar jaanaa hai kaahe chhalake naino.n kii gagarii kaahe barase jal tum bin suunii saajan kii nagarii paradesiyaa ghar chal pyaase hai.n diip nayan ke, tere darshan ke sajan ghar\threedots luT na jaae jiivan kaa Dheraa mujhako hai ye Gam ham akele, ye jag luTeraa bichha.De.n na milake ham biga.De nasiib na banake ye din jiivan ke sajan ghar\threedots Dole nayanaa priitam ke dvaare milane kii ye dhun baalam teraa tujhako pukaare yaad aanevaale sun saathii mile.nge bachapan ke khile.nge phuul man ke sajan ghar\threedots % #endindian \endsong %