% \startsong \stitle{aaj mausam ba.Daa beiimaan hai, aaj mausam}% \film{Loafer}% \year{}% \starring{Dharmendra, Mumtaz}% \singer{Rafi}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Neha K. Desai (umdesai@cc.umanitoba.ca) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Sun Jan 21 1996 % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@connectinc.com) % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % \printtitle #indian % aaj mausam ba.Daa beiimaan hai ba.Daa beiimaan hai, aaj mausam aane vaalaa koii tuufaan hai koii tuufaan hai, aaj mausam kyaa huaa hai, huaa kuchh nahii.n hai baat kyaa hai pataa kuchh nahii.n hai mujhase koii Kataa ho ga_ii to is me.n merii Kataa kuchh nahii.n hai Kuubasuurat hai tuu rut javaan hai aaj mausam ba.Daa beiimaan hai kaalii\-kaalii ghaTaa dar rahii hai Tha.nDii aahe.n havaa bhar rahii hai sabako kyaa\-kyaa gumaan ho rahe hai.n har kalii ham pe shak kar rahii hai phuulo.n kaa dil bhii kuchh badagumaan hai ai mere yaar ai husn vaale dil kiyaa mai.nne tere havaale terii marzii pe ab baat Thaharii jiine de chaahe tuu maar Daale tere haatho.n me.n ab merii jaan hai % #endindian \endsong %