% \startsong \stitle{haal kaisaa hai janaab kaa, kyaa khayaal hai aap kaa}% \film{Chalti Ka Naam Gaadi}% \year{1958}% \starring{Ashok Kumar, Kishore, Madhubala, Anup Kumar}% \singer{Kishore, Asha}% \music{S D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: % Transliterator: Arati Deo (arati@rice.edu) % Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % aashaa : haal kaisaa hai janaab kaa? kishor : kyaa khayaal hai aap kaa? aashaa : tum to machal gaye, ho ho ho kishor : yuu.Nhii fisal gaye, haa haa haa % kishor : bahakii, bahakii, chale hai pavan jo u.De hai teraa aa.Nchal aashaa : chho.Do, chho.Do, dekho dekho gore gore kaale kaale baadal kishor : kabhii kuchh kahatii hai, kabhii kuchh kahatii hai, zaraa nazar ko sa.nbhaalanaa aashaa : haal kaisaa hai janaab kaa? kishor : haay! kyaa khayaal hai aap kaa? aashaa : hoy! tum to machal gaye, ho ho ho kishor : ##hmm hmm,## yuu.Nhii fisal gaye, haa haa haa % kishor : pagalii! aashaa : A! kishor : pagalii, kabhii tuune sochaa raste me.n gaye mil kyo.n? aashaa : pagale! kishor : ha.n? aashaa : pagale! kishor : e?! aashaa : terii baato.n baato.n me.n dha.Dakataa hai dil kyo.n ? kishor : kabhii kuchh kahatii hai, kabhii kuchh kahatii hai zaraa nazar ko sa.nbhaalanaa aashaa : aa aa, haal kaisaa hai janaab kaa? kishor : haay! kyaa khayaal hai aap kaa? aashaa : tum to machal gaye, ho ho ho kishor : yuu.Nhii fisal gaye, haa haa haa % aashaa : kaho jii, kaho jii, roz tere sa.ng yuu.Nhii dil bahalaaye.n kyaa? kishor : AhA! suno jii, suno jii, samajh sako to khud samajho bataae.n kyaa ? kabhii kuchh kahatii hai, kabhii kuchh kahatii hai zaraa nazar ko sambhaalanaa aashaa : haay! haal kaisaa hai janaab kaa ? kishor : kyaa khayaal hai aap kaa ? aashaa : tum to machal gaye, ho ho ho kishor : yuu.Nhii fisal gaye, haa haa haa %dono.n : haal kaisaa hai janaab kaa ? % kyaa khayaal hai aap kaa ? % tum to machal gaye ho ho ho % yuu.Nhii fisal gaye, haa haa haa % #endindian \endsong %