% \startsong \stitle{ham se aayaa na gayaa tum se bulaayaa naa gayaa}% \film{Dekh Kabira Roya}% \year{1957}% \starring{Ameeta, Anita Guha, Shubha Khote, Anoop Kumar, Daljeet}% \singer{Talat}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % ham se aayaa na gayaa tum se bulaayaa naa gayaa faasalaa pyaar me.n dono.n se miTaayaa naa gayaa vo gha.Dii yaad hai jab tum se mulaaqaat huI ek ishaaraa huaa do haath ba.Dhe baat huI dekhate dekhate din Dhal gayaa aur raat huI vo samaa.n aaj talak dil se bhulaayaa naa gayaa ham se AyA na gayA kyaa Kabar thii ke mile hai.n to bichha.Dane ke liye qismate.n apanii banaaI.n hai.n biga.Dane ke liye pyaar kaa baag basaayaa thaa uja.Dane ke liye is tarah uja.Daa ke phir ham se basaayaa naa gayaa ham se AyA na gayA yAd rag jAtI hai aur vaqt guzar jAtA hai phUl khilatA hai magar khil ke bikhar jAtA hai sab chale jAte hai.n phir darde jigar jAtA hai dAG jo tUne diyA dil ne miTAyA nA gayA ham se AyA na gayA \threedots % #endindian \endsong %