% \startsong \stitle{ho jab se milii tose akhiyaa.N jiyaraa Dole re}% \film{Amanat}% \year{1955}% \starring{Bharat Bhushan, Chand Usmani}% \singer{Hemant, Geeta}% \music{Salil Choudhary}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: Prithviraj Dasgupta % Comments: Hemantada, a genius in his niche #3 % \printtitle #indian % he: O~~~~~~ gii: O~~~~~ he: ho jab se milii tose akhiyaa.N jiyaraa Dole re, Dole o Dole gii: ho miiThe miiThe pyaar ke ye hichakole re, Dole o Dole Dole re Dole o Dole do: ho jab se milii tose akhiyaa.N \threedots gii: ho Dole re Dole ye dil kii duniyaa, mai.n nahii.n apane bas me.n man me.n chhipaa ek chor hai, jo is jii kii batiyaa.N khole jab se milii tose akhiyaa.N jiyaraa Dole re Dole o Dole ho jab se milii tose akhiyaa.N gii: raat mile jab din se aa jaa_uu.N mai.n nadii kinaare he: cha.nchal jal kii naTakhaT lahare.n kar jaaye ajab ishaare gii: hole hole, tu bhi kisi ki ho le re Dole re Dole do: ho jab se milii tose akhiyaa.N \threedots he: pyaar me.n ye dil jaise, biich dhaar ek naiyya gii: mai.n is paar huu.N yaa us paar huu.N sach sach bataa khevaiyyaa he: paar vahii jo priit mein dil ko Dubo le re Dole re Dole do: ho jab se milii tose akhiyaa.N jiyaraa Dole re Dole % #endindian \endsong %