% \startsong \stitle{hue hai.n tum pe aashiq ham, bhalaa maano buraa maano}% \film{Mere Sanam}% \year{1965}% \starring{Biswajeet, Asha Parekh, Mumtaz}% \singer{Rafi}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Shashikant Joshi urf pintu diwana (rava0002@gold.tc.umn.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: % Comments: Pankha Road se Pintu Diwana [31] 14 May 1995 % Oh the guitar! I always simulate the guitar playing on this % song. The interlude I mean. I just don't care if it was an % Elvis song someday :-))) % bandiyaaN bhee kyaa lucky hotee haiN, jo bande mar mar ke loT % jaate haiN kadamoN meN. Ladies! What DO you feel, when a guy % maro-maro on you? Arey naheen bhai, maiN aapke shahar kaa % laD.akaa naheeN hooN, bas :-)))))) % shaayad Prince and Irfan/Ikram ko bhee sukoon milegaa jo % poochhate the (Azra ke Dholak ke Geet ke baad) ke ye sab kahaaN % hota hai :-)))))))) % \printtitle #indian % hue hai.n tum pe aashiq ham, bhalaa maano buraa maano ye chaahat ab naa hogii kam, bhalaa maano buraa maano ## Guitar .... ## ye ruuThii sii nazar ye maathe kii shikan \- 2 libaas\-e\-ra.ng me.n ye bal khaataa badan hai pyaasaa pyaar kaa ye saaraa baa.Nkapan \- 2 ho ho ho pyaar kyaa hai jaan\-e\-tamannaa ab to pahachaano hue hai.n tum pe \threedots ## Guitar .... ## ajI ik ham to kyaa, ho tum aise hasiin \- 2 farishtaa bhii tumhe, agar dekhe kahI.n to jannat bhuul ke bahak jaaye yahii.n \- 2 ho ho ho pyaar kyaa hai \threedots hue hai.n tum pe \threedots ## Guitar .... ## tumhI ko chun liyaa, nazar kii baat hai \- 2 liyaa Gam aapakaa, jigar kii baat hai ho tum phir bhii khafaa, asar kii baat hai \- 2 ho ho ho pyaar kyaa hai \threedots hue hai.n tum pe \threedots ## Guitar .... ## % #endindian \endsong %