% \startsong \stitle{ik baar zaraa phir kah do, mujhe sharmaake tum diivaanaa}% \film{Bin Baadal Barsaat}% \year{1963}% \starring{Biswajit, Asha Parekh}% \singer{Hemant, Lata}% \music{Hemant}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: ShashiKant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu) % Andy J. Lucyshyn (ajl@engr.ucf.edu) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Thu Aug 3 1995 % Credits: % Editor: % Comments: Pankha Road se Pintu Diwana [49] % % This Biswajit guy, is really lucky. He has got some of the best % songs ever!! I guess I mentioned this recently too, Biswajit, Pradeep % Kumar, Joy Mukherjee and Bharat Bhushan -- I guess, they will beat Dev % and Shammi dead cold for great songs! % % This song, I had been planning to post for quite some time. I had % this with me for a LONG time. Why? for the ending part of this % song. The last 15 seconds of this song are worth the whole movie, % worth ALL movies of Biswajit :-))) % This song happens to be my first song in the "Happy Duets" % cassette of *my* wedding present to my wife:-)) % % Truly, the best happy duet. It is better than the tumne pukara % etc. too!! Why? For its subtlity! The subtle, nazuk thots of the % pair! Here it goes... % \printtitle #indian % he: ik baar zaraa phir kah do mujhe sharmaake tum diivaanaa la: aisii miiThii\-miiThii baate.n karake kahaa.N siikhaa hai dil kaa lubhaanaa he: o jaan\-e\-jaa.n ik baar zaraa phir kah do mujhe sharmaake tum diivaanaa la: uu.N\-huu.N % (OYE HOY, mar jaawaaN) he: dil lekar raho duur huzuur na hamase karo itanaa Guruur na hamase la: o sajanaa, meraa haar si.ngaar tumhii.n ho meraa dam hai tumhaare hii dam se he: tum shamaa ho to mai.n huu.N parvaanaa la: aisii miiThii\-miiThii baate.n karake kahaa.N siikhaa hai dil kaa lubhaanaa he: o jaan\-e\-jaa.n ik baar zaraa phir kah do mujhe sharmaake tum diivaanaa la: uu.N\-huu.N % (OYE HOY, mar jaawaaN) he: suno dilbar ye jo diip khushii kaa jalaa hai meraa pyaar isii me.n Dhalaa hai la: meraa dil bhii piyaa leke tumhaaraa sahaaraa na_ii raah pe aaj chalaa hai he: di_aa tumhii.n ne ummiido.n ko Thikaanaa la: aisii miiThii\-miiThii baate.n karake kahaa.N siikhaa hai dil kaa lubhaanaa he: o jaan\-e\-jaa.n ik baar zaraa phir kah do mujhe sharmaake tum diivaanaa la: uu.N\-huu.N % (OYE HOY, mar jaawaaN) he: tum chaaho to mai.n to.Dake laa duu.N sitaare ki ho tum mujhe jaan se pyaare la: kyaa maa.Nguu.N jab mil ga_e tum mujhe sajanaa mai.n to aa ga_ii bas me.n tumhaare he: meraa dil hai tumhaaraa nazaraanaa la: aisii miiThii\-miiThii baate.n karake kahaa.N siikhaa hai dil kaa lubhaanaa he: o jaan\-e\-jaa.n ik baar zaraa phir kah do mujhe sharmaake tum diivaanaa % % (slow, conversational tempo) he: kaho na la: diivaanaa he: phir kaho la: diivaanaa he: phir kaho la: dii\-vaa\-na % % This is last 15 seconds that his worth ALL movies of Biswajit % (and do you want to add on Pradeep Kumar etc! Oh! Oh! hang on, % I forgot, Bees Saal Baad is also Biswajit movie. I will have to % get down to its songs one day, but I guess, they are all % ITRANSed already! ) % % -- Pintu Diwana (some call him ShashiKant Joshi) % % #endindian \endsong %