% \startsong \stitle{jaane vaalo.n zaraa, mu.D ke dekho mujhe}% \film{Dosti}% \year{1964}% \starring{Sushil, Sudhir, Sanjay Khan}% \singer{Rafi}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Sandeep Joshi % Transliterator: Rajiv Shridhar % Credits: Kamlesh Nanavati % Date: 10/24/1996 % \printtitle #indian % (jaane vaalo.n zaraa, mu.D ke dekho mujhe ek insaan huu.N mai.n tumhaarii tarah) \-2 jisane sabako rachaa, apane hii ruup se usakii pahachaan huu.N mai.n tumhaarii tarah jaane vaalo.n zaraa \threedots is anokhe jagat kii mai.n taqadiir huu.N \-2 mai.n vidhaataa ke haatho.n kii tasaviir huu.N ek tasaviir huu.N is jahaa.N ke liye, dharatii maa.N ke liye shiv kaa varadaan huu.N, mai.n tumhaarii tarah jaane vaalo.n zaraa\threedots man ke a.ndar chhipaae milan kii lagan \-2 apane suuraj se huu.N ek bichha.Dii kiraN ek bichha.Dii kiraN phir rahaa huu.N bhaTakataa, mai.n yahaa.N se vahaa.N aur pareshaan huu.N, mai.n tumhaarii tarah jaane vaalo.n zaraa\threedots mere paas aao chho.Do yah saaraa bharam \-2 jo meraa dukh vahii hai tumhaaraa bhii Gam hai tumhaaraa bhii Gam dekhataa huu.N tumhe, jaanataa huu.N tumhe laakh anjaan huu.N, mai.n tumhaarii tarah jaane vaalo.n zaraa\threedots % #endindian \endsong %