% \startsong \stitle{jhuum jhuum ke naacho aaj gaao aaj gaao khushii ke giit ho}% \film{Andaaz}% \year{1949}% \starring{Dilip Kumar, Raj Kapoor, Nargis}% \singer{Mukesh}% \music{Naushad}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % jhuum jhuum ke naacho aaj gaao aaj gaao khushii ke giit ho gaao khushii ke giit aaj kisii kii haar huI hai, aaj kisii kii jiit ho gaao khushii ke giit jhuum jhuum ke \threedots koii kisii kisii kii, aa.Nkh kaa taaraa jiivan saathii, saajan pyaaraa aur koii taqadiir kaa maaraa Dhuu.NDh rahaa hai dil kaa sahaaraa kisii ko dil kaa dard milaa hai, kisii ko man kaa miit ho gaao khushii ke giit jhuum jhuum ke \threedots dekho to kitanaa, khush hai zamaanaa dil me.n tara.nge lab pe taraanaa band aa.Nkh aa.Nsuu na bahaanaa ye to yahaa.N kaa Dha.ng puraanaa isako miTaanaa usako banaanaa, is nagarii kii riit ho gaao khushii ke giit jhuum jhuum ke \threedots % #endindian \endsong %