% \startsong \stitle{jise tuu kabuul kar le vo sadaa kahaa.N se laauu.N}% \film{Devdas}% \year{1955}% \starring{Dilip Kumar, Vyjayanthimala, Suchitra Sen}% \singer{Lata}% \music{S D Burman}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: ShashiKant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Sun Jul 9 1995 % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: % Comments: Pankha Road se Pintu Diwana [37] % (RJGK 22) % Another of Sahir gem, in the line of "zindagee zulam sahee" on % the sadness scale. % Vijju is a tawaayaf, and Dilip, broken heart from his lover % marrying someone else, finally lands at the mujra of Vijju. % \printtitle #indian % jise tuu kabuul kar le vo sadaa kahaa.N se laauu.N tere dil ko jo lubhaa le vo adaa kahaa.N se laauu.N mai.n vo phuul huu.N ke jisako gayaa har koii masal ke merii umr bah ga_ii hai mere aa.Nsuo.n me.n Dhal ke jo bahaar ban ke barase vo ghaTaa kahaa.N se laauu.N tere dil ko jo\threedots tujhe aur kii tamannaa mujhe terii aarzuu hai tere dil me.n Gam hii Gam hai mere dil me.n tuu hii tuu hai jo dilo.n ko chain de de vo davaa kahaa.N se laauu.N tere dil ko jo\threedots merii bebasii hai zaahir merii aah\-e\-be\-asar se kabhii maut bhii jo maa.Ngii to na paa_ii usake dar se jo muraad le ke aa_e vo duaa kahaa.N se laauu.N tere dil ko jo\threedots % % -- ShashiKant Joshi urf Pintu Diwana % #endindian \endsong %