% \startsong \stitle{kabhii khud pe, kabhii haalaat pe ronaa aayaa}% \film{Hum Dono}% \year{1961}% \starring{Dev Anand, Sadhana, Nanda}% \singer{Rafi}% \music{Jaidev}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Editor: % \printtitle #indian % kabhii Kud pe, kabhii haalaat pe ronaa aayaa baat nikalii, to har ik baat pe ronaa aayaa ham to samajhe the ki ham bhuul gae hai.n unako kyaa huaa aaj, ye kis baat pe ronaa aayaa kisa liye jiite hai.n ham kisake liye jiite hai.n baarahaa aise savaalaat pe ronaa aayaa kaun rotaa hai kisii aur kii Kaatir ai dost sabako apanii hii kisii baat pe ronaa aayaa % #endindian \endsong %