% \startsong \stitle{kahanaa hii kyaa ye nain jo ek anjaan se jo mile}% \film{Bombay}% \starring{Manisha Koirala, Arvind Swamy}% \singer{Chitra}% \music{A R Rahman}% \lyrics{Mehboob}% % % Contributor: Reeta Sinha (librs@emory.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % ## in the background :## gumasum gumasum gupachup gum\-sum, gum\-sum gup\-chup gum\-sum, gam gup\-chup hal\-chal, hal\-chal ho gayii terI ho.nTh hai tere chup khal\-bal, khal\-bal ho gayii terI baiThe.n hai.n gupachup pyAraa\-pyAraa cheharaa lekar degayA ishaaraa dekhaa terI aa.Nkho.n ne hai sapanaa koI pyAraa hamase gorii nA tU sharamAo, aa kah de hamase zaraa \- 2 (kahanaa hii kyA ye nain jo ek anjaan se jo mile chalane lage mohabbat ke jaise ye silasile ##(background chorus ceases)## aramaan naye aise dil me.n khile jinako kabhI mai.n nA jaanuu.n vo hamase ham unase kabhI nA mile, kaise mile dil nA jaanuu.n ab kyA kare.n, kyA naam le.n, kaise unhe mai.n pukaaruu.n ) \- 2 ga ma pa ga aa ga ma pa ni ## ravi: and i loose it here reeta: [all that stuff in the backgound : -) ## pahalii najar me.n kuchh ham kuchh tum ho jaate.n hai yuu.n gum naino se barasaae rim\-jhim, rim\-jhim hamape pyaar kA sAvan sharm tho.Dii\-tho.Dii hamako aaye to nazare.n jhuk jaae.n sitam tho.Daa\-tho.Daa hamape shok havaa bhI kar jaaye aisI chalii aa.Nchal u.De dil me.n ek tuufaan uThe ham to luT gaye kha.De hii kha.De kahanaa hii kyaa \threedots cho: gumasum \threedots in ho.nTho.n ne maa.Ngaa saragam, saragam tU aur terA hii pyaar hai aa.Nkhe.n DhU.nDhe hai jisako har dam, har dam tU aur terA hii pyaar hai mahafil me.n bhI tanhaa hai dil aise, dil aise tujhako kho nA de Darataa hai ye aise, ye aise aaj milii aisI khushI jhuum uThii duniyA ye merI tumako paayaa to paa_ii zindagii kahanaa hii kyA \threedots % #endindian \endsong %