% ITRANS SONG # rmim0011; Created on Jan 26, 2004 % %abhay phadnis 8/23/3 % \startsong \stitle{tum sa.ng priit lagaa_ii rasiyaa}% \film{Nai Dilli/ New Delhi}% \year{1956}% \starring{Vyjayanthimala, Kishore Kumar}% \singer{Lata, Chorus}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: Abhay Phadnis % Transliterator: Abhay Phadnis % Date: 23 Aug 2003 % Series: Latanjali % generated using giitaayan % \printtitle #indian % (tum sa.ng priit lagaa_ii rasiyaa mai.n ne jaan ke jaan ga.Nwaa_ii rasiyaa o haa_e mai.n mar ga_ii bedardii tere pyaar me.n (ko: bedardii tere pyaar me.n ho bedardii tere pyaar me.n)) \-2 gorii gorii raat ke gore gore chaa.Nd kii tujhako qasam raajaa lauT ke aajaa, oy (ko: tujhako qasam raajaa lauT ke aajaa) pahale milan kii ra.ng bharii shaam ko kaise bhulaa_uu.N sai.nyaa tuuhii bataa jaa, oy (ko: kaise bhulaa_uu.N sai.nyaa tuuhii bataa jaa) mausam le a.nga.Daa_ii rasiyaa mai.n ne jaan ke jaan ga.Nwaa_ii rasiyaa o haa_e mai.n mar ga_ii o soNiyaa tere pyaar me.n (ko: o soNiyaa tere pyaar me.n ho bedardii tere pyaar me.n) tum sa.ng priit \threedots jhilamil taare kare.n jab ishaare aadhii raat ko (ko: haa_e re ishaare aadhii raat ko) jaage jaage sajanaa yaad karuu.N terii har baat ko (ko: yaad karuu.N terii har baat ko) kab se nii.nd na aa_ii rasiyaa mai.n ne jaan ke jaan ga.Nwaa_ii rasiyaa o haa_e mai.n mar ga_ii o chanawe tere pyaar me.n (ko: o chanawe tere pyaar me.n ho bedardii tere pyaar me.n) tum sa.ng priit \threedots kaarii barasii khaT na gayaa ki khaT ke le aayaa soTii sajan merii priit kharii \-2 par terii niiyat khoTii (ko: sajan merii priit kharii terii niiyat khoTii \-2 sajan merii priit kharii) kaarii barasii khaT na gayaa ki khaT ke le aayaa bidaanaa tujhe mai.n samajh ga_ii \-2 par tuu na mujhe pahachaanaa (ko: tujhe mai.n samajh ga_ii tuu na mujhe pahachaanaa \-2 tujhe mai.n samajh ga_ii) kaarii barasii khaT na gayaa ki khaT ke le aayaa (ko: kyaa?) ki khaT ke le aayaa pako.De kabhii to aa_oge \-2 mere pyaar me.n dau.De dau.De (ko: kabhii to aa_oge pyaar me.n dau.De dau.De \-2 kabhii to aa_oge) balle balle balle balle \threedots % #endindian \endsong %