% ITRANS SONG # rmim0015; Created on Jan 26, 2004 % % abhay phadnis 11/1/3 % \startsong \stitle{kahiyo ro_e.N dukhiyaare jaa re pa.nchhii tuu jaa re}% \film{Garam Coat/ The Clerk And The Coat}% \year{1955}% \starring{Balraj Sahni, Nirupa Roy}% \singer{Lata}% \music{Amarnath}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Abhay Phadnis % Transliterator: Abhay Phadnis % Date: 1 Nov 2003 % Series: Latanjali % generated using giitaayan % \printtitle #indian % (kahiyo ro_e.N dukhiyaare jaa re pa.nchhii tuu jaa re kaagaa des hamaare u.D jaa re) \-2 ek naa kahiyo maa.N raanii se ro_egii vo merii guDiyo.n ko dekhe \-2 ek naa kahiyo baabul jii se \-2 ro_e.Nge paga.Dii ko muu.Nh se lapeTe aur sab se kahiyo tuu pyaare jaa re pa.nchhii tuu jaa re kaagaa des hamaare u.D jaa re kahiyo ro_e.N dukhiyaare ek naa kahiyo bahanaa merii se haatho.n ki roTii giraa degii ro ke \-2 ek naa kahiyo bhaabhii merii se maike me.n jaa ke ha.Nsegii vo mope \-2 aur sab se kahiyo tuu pyaare kahiyo re dukh meraa bhaiyaa se jaa ke \-2 aayegaa vo niilaa gho.Daa u.Daake utaregaa mere dwaare jaa re pa.nchhii tuu jaa re kaagaa des hamaare u.D jaa re kahiyo ro_e.N dukhiyaare % #endindian \endsong %