% ITRANS SONG # rmim0027; Created on Jan 26, 2004 % % amit malhotra 6/19/3 % \startsong \stitle{khote na ho.n jo hosh ... chalo pii le.n ki yaar aaye na aaye}% \film{non-Film(Rubayee)}% \year{1990}% \starring{}% \singer{Pankaj Udhas}% \music{Pankaj Udhas}% \lyrics{Zameer Kazmi, Omar Khaiyyam}% % % Contributor: Amit Malhotra (www.Bollyvista.com) % Transliterator: Amit Malhotra % Date: 13th Feb 2003 % Comments: The first two rubaayees are by translated from Omar Khaiyyam's Farsee rubaayees % \printtitle #indian % khote na ho.n jo hosh unhe.n ghar bulaa ke pii yaa phir buto.n ko saamane, apane biThaa ke pii behad naa pii, naa bol bahut, josh me.n na aa ruk ruk ke pii, sukuun se pii, sar jhukaa ke pii daulat hai faqat chaar dino.n kii pii le izzat hai faqat chaar dino.n kii pii le hai waqt shab\-o\-roz tabaahii kii taraf mohalat hai faqat chaar dino.n kii pii le chalo pii le.n ke yaar aaye na aaye ye mausam baar baar, aaye na aaye gulaabo.n kii tarah tum taazaa rahanaa zamaane me.n bahaar aaye na aaye ye sochaa hai ki usako bhuul jaaye.n ab is dil ko qaraar aaye na aaye "zamiir" is zindagii se kyuu.n Kafaa ho ise phir tumape pyaar aaye na aaye % #endindian \endsong %