% ITRANS SONG # rmim0076; Created on Jan 26, 2004 % % From: Arunabha S Roy (asroyus@yahoo.com) % Date: 2002-11-15 16:34:16 PST % \startsong \stitle{din pyaar ke aa_e.Nge sajaniyaa}% \film{Saverewali Gaadi}% \year{1985}% \starring{Sunny Deol, Poonam Dhillon, Prem Chopra, Bindu}% \singer{Lata}% \music{R D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Arunabha S. Roy % Transliterator: Arunabha S. Roy % Date: Nov 15, 2002 % generated using giitaayan % \printtitle #indian % din pyaar ke aa_e.Nge sajaniyaa terii bahaar laa_e.Nge sajaniyaa aayaa hai sa.ndesaa yah savere waalii gaa.Dii se mere diladaar kaa pa.Dii ka.Nkarii aa.Nkho.n se nikal jaa_egii \-2 yah mailii chunariyaa merii badal jaa_egii dekho ma.NDalaa_e.N kaise ban kii titaliyaa.N jaise mai.n huu.N phulavaa bahaar kaa o .a .a din pyaar ke aa_e.Nge sajaniyaa \threedots terii raah me.n o saajan terii dhun me.n chuur \-2 khulii dhuup me.n iThalaatii phirii duur\-duur milake sunaa_uu.Ngii kaise ha.Ns\-ha.Nsake jhelaa mai.nne duHkh i.ntezaar kaa o .a .a din pyaar ke aa_e.Nge sajaniyaa \threedots suno ai hawaa ko_ii meraa bulaaye mujhe \-2 yah rut aur yah hariyaalii na bhaaye mujhe bas rahaa ab to hamaarii akhiyan me.n sapanaa balamavaa ke dvaar kaa o .a .a din pyaar ke aa_e.Nge sajaniyaa \threedots % #endindian \endsong %