% ITRANS SONG # rmim0136; Created on Jan 26, 2004 % % arunabha 10/24/3 % \startsong \stitle{aavaaz dii hai aaj ik nazar ne yaa hai ye dil ko gumaa.N}% \film{Aitbaar}% \year{1985}% \starring{Raj Babbar, Dimple Kapadia, Suresh Oberoi, Danny}% \singer{Asha, Bhupinder}% \music{Bappi Lahiri}% \lyrics{Hasan Kamaal, Faruq Kaisar}% % % Contributor: Arunabha S Roy % Transliterator: Arunabha S Roy % Date: 24 Oct 2003 % Series: GEETanjali % generated using giitaayan % \printtitle #indian % bhu: aavaaz dii hai aaj ik nazar ne yaa hai ye dil ko gumaa.N doharaa rahii hai.n jaise fazaaye.n bhuulii hu_ii daastaa.N aa: lauT aa_ii hai.n phir ruuThii bahaare.n kitanaa hasii.n hai jahaa.N duniyaa se kah do na hamako pukaare ham kho ga_e hai.n yahaa.N bhu: (jiivan me.n kitanii Kaamoshiyaa.N thii.n chhaa_ii hu_ii thii udaasii sunake kisii ke qadamo.n kii aahaT halachal hu_ii hai zaraa sii) \-2 saagar me.n jaise lahare.n uThii hai.n TuuTii hai.n Kaamoshiyaa.N aa: duniyaa se kah do \threedots aa: (tuufaa.N me.n kho_ii kashtii ko aaKir mil hii gayaa phir kinaaraa ham chho.D aa_e Kaabo.n kii duniyaa dil ne tere jab pukaaraa) \-2 kab se kha.Dii thii baahe.n pasaare is dil kii tanhaa_iyaa.N duniyaa se kah do \threedots bhu: (ab yaad aayaa kitanaa adhuuraa ab tak thaa dil kaa fasaanaa aa: yuu.N paas aake dil me.n samaake daaman na hamase chhu.Daanaa) \-2 jin raasto.n par tere qadam ho.n ai dil hai.n merii vahaa.N duniyaa se kah do \threedots % #endindian \endsong %