% ITRANS SONG # rmim0138; Created on Jan 26, 2004 % % arunabha 10/28/3 % \startsong \stitle{pii kahaa.N pii kahaa.N pii kahaa.N}% \film{Solvaan Saawan}% \year{1978}% \starring{Sridevi, Amol Palekar}% \singer{Vani Jairam}% \music{Jaidev}% \lyrics{Naqsh Lyallpuri}% % % Contributor: Arunabha S Roy % Transliterator: Arunabha S Roy % Date: 22 Sep 2003 % Series: GEETanjali % generated using giitaayan % \printtitle #indian % pii kahaa.N, pii kahaa.N, pii kahaa.N pii kahaa.N, kahaa.N, kahaa.N dhiire se haule se tuu mere kaano.n me.n yah kah de rii pavan pii hai kahaa.N, pii hai kahaa.N pii kahaa.N, pii kahaa.N, pii kahaa.N \threedots cha.nchal lahariyaa jhuume koyal baavariyaa jhuume kaarii badariyaa jhuume Tapakii gaagariyaa jhuume mastii me.n jhuume goraa\-goraa badan puuchhe meraa man, pii hai kahaa.N, pii hai kahaa.N pii kahaa.N, pii kahaa.N, pii kahaa.N \threedots puravaa suhaanii gaa_e, garavaa mohe lagaa_e sapane kabhii jagaa_e rasiyaa, rasiyaa kabhii sunaa_e jaane kyaa puuchhe ye lajiile nayan puuchhe meraa man, pii hai kahaa.N, pii hai kahaa.N pii kahaa.N, pii kahaa.N, pii kahaa.N \threedots pii kii lagan ye bolii tuu bhii hai kitanii bholii kaliyo.n se bhar le jholii apanii sajaa le Dolii meha.ndii rachaane chalii aa_ii kiran puuchhe meraa man, pii hai kahaa.N, pii hai kahaa.N pii kahaa.N, pii kahaa.N, pii kahaa.N \threedots % #endindian \endsong %