% ITRANS SONG # rmim0178; Created on Jan 26, 2004 % \startsong \stitle{apanaa banaa ke phir kyuu.N bhulaayaa}% \film{Mumtaaz Mahal}% \year{1957}% \starring{Sheela Ramani, Jairaj, Agha, Veena}% \singer{Sudha Malhotra, Talat}% \music{Vinod}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: Dhananjay Naniwadekar % Date: 29 Jan 2003 % Series: GEETanjali Series. % Comments: Film - (Mumataaz / Mumtaz / Mumtaaz) Mahal % Film Dir - Raam Daryaani. % Prelude of the song is missing from my copy. % % generated using giitaayan % \printtitle #indian % % prelude - missing from my copy. % Its words should be available in Rakesh Pratap Singh's % book on Talat. % first few words, per hfgk, are: dar\-e\-habiib se ham \threedots su: apanaa banaa ke phir kyuu.N bhulaayaa dil meraa naashaad hai, haay aa mere sanam ta: o.a.a aanaa bhii chaahuu.N kaise aa_uu.N pehare pe sayyaad hai, haay teraa huu.N, terii qasam su: aa mere sanam ta: o.a.a teraa huu.N, terii qasam su: o.a.a apanaa banaa ke \threedots ta: haay, aanaa bhii chaahuu.N \threedots su: dil me.n hamaare dard jawaa.N hai, jawaa.N hai itanaa bataa de ab tuu kahaa.N hai, kahaa.N hai ta: merii zubaa.N par teraa bayaa.N hai dil bhii wahii.n hai ab tuu jahaa.N hai, jahaa.N hai su: kahaa.N hai? aa, mere sanam ta: aa.a.a teraa huu.N, terii qasam su: o.a.a apanaa banaa ke \threedots ta: haay, aanaa bhii chaahuu.N \threedots su: madahosh waade.n chaahat kii rasme.n, rasme.n tuune wafaa kii khaa_ii thii qasame.n, qasame.n ta: dekho kahii.n bewafaa naa samajhanaa qisamat ke maare ko apanaa samajhanaa, samajhanaa su: chalaa aa mere sanam ta: aa.a.a teraa huu.N, terii qasam su: o.a.a apanaa banaa ke \threedots % #endindian \endsong %