% ITRANS SONG # rmim0187; Created on Jan 26, 2004 % \startsong \stitle{jo ham pe guzaratii hai sitaaro.n se puuchhi_e}% \film{Mumtaz Mahal/ Mumtaz}% \year{1944}% \starring{Khursheed, Chandramohan, Kajjan, Lala Yakub, Brujmala, Sulochana Chaterjee}% \singer{Khursheed}% \music{Khemchand Prakash}% \lyrics{Wali Sahab}% % % Contributor: dhananjay naniwadekar % Date: 03 feb 2003 % Credits: Urzung Khan % Series: GEETanjali - film 'mumataaz mahal' % Comments: Director of 'mumtaaz mahal' - Kedar Sharma. % Ranjit Movietone Film. (mumataaz / mumtaz / mumtaaz) mahal % The song is based on Raag Des. % There is a song in Panna (1944) % with the same starting words. % % generated using giitaayan % \printtitle #indian % jo ham pe guzaratii hai sitaaro.n se puuchhi_e in chhoTe chhoTe raat ke pyaaro.n se puuchhi_e bechain kis tarah se mai.n rahatii huu.N raat din baadal me.n bijaliyo.n ke ishaaro.n se puuchhi_e jo Dhuu.N.Dhate hai.n chaa.Nd ko a.Ndherii raat me.n un badanasiib dard ke maaro.n se puuchhi_e bikhare hai.n kis tarah se merii zindagii ke giit TuuTe hu_e sitaar ke taaro.n se puuchhi_e % #endindian \endsong %