% ITRANS SONG # rmim0201; Created on Jan 26, 2004 % \startsong \stitle{ha.Nsii chaa.Nd kii aaj niraalii}% \film{Humrahi}% \year{1945}% \starring{Radhamohan Bhattacharya, Binata Bose}% \singer{Binata Bose}% \music{R C Boral}% \lyrics{Zakir Hussain}% % % Contributor: dhananjay naniwadekar % Date: 24 feb 2003 % Credits: Har Mandir Singh (Hamraaz) % Comments: Geetanjali Series. Film 'humrahi or hamraahii' % Director of 'hamaraahii' - Bimal Roy % New Theatres Ltd, Kolkata. % \printtitle #indian % % The song begins with the first line beautifully hummed. % Then the second line is sung (with words 'man ko ...'); % and then the first two lines are repeated, this time % by singing words in both the lines. ha.Nsii chaa.Nd kii aaj niraalii man ko lubhaanewaalii a.Ndhere ko duur haTaa ke phailaaye ujiyaalii dau.Dii hawaa chaman me.n aa_e ye nahii.n jaane kaun bulaa_e phuul phuul par man bharamaa_e phiratii Daalii Daalii ha.Nsii chaa.Nd kii \threedots aasamaan bhii jhuum rahaa hai cha.ndan\-tilak lagaa_e phire magan ha.nso.n kaa joDaa apane pa.nkh milaa_e swarg\-desh kii kaun ye baalaa Dhuu.N.Dh rahii phuulo.n kii maalaa aaj ye kaise diip jalaatii kaisii ye diwaalii ha.Nsii chaa.Nd kii \threedots % #endindian \endsong %