% ITRANS SONG # rmim0220; Created on Jan 26, 2004 % % nani 9/2/3 % \startsong \stitle{ye kuuch ke waqt kaisii aawaaz}% \film{Kaarwaan-e-Hayaat}% \year{1935}% \starring{K L Saigal, Rajkumari, Pahadi Sanyal}% \singer{Pahadi Sanyal}% \music{Mihir Kiran Bhattacharya}% \lyrics{}% % % Contributor: dhananjay naniwadekar % Date: 02 sep 2003 % Credits: Satish Kalra, Yuu Vii Aar. % Comments: Geetanjali Series % The OTHER Song theme: A New Theatres film % which had some OTHER MD other than RCB, PM or TBB. % An all-time classic tarannum in Bhairavi. % Film - Kaarawaa.N-e-Hayaat. Dir - Premankur Atorthi. % \printtitle #indian % ye kuuch ke waqt kaisii aawaaz dil ke kaano.n me.n aa rahii hai ye kyaa biso???? hai, ye kyaa kashiish hai jo mujh ko waapas bulaa rahii hai bichhe hu_e hai zamii.n pe motii ## shu_aa_e.N = waves of fire/electricity ## shu_aa_e.N baadal pe chal rahii hai.n fizaa_e.N ra.ngii.n hai.n aisii dilakash jo mujh ko waapas bulaa rahii hai.n pari.nde shaakho.n me.n gaa rahe hai.n hawaa_e.N jhuulaa jhulaa rahii hai.n inhii.n me.n koyal kii kuuk bhii hai jo mujh ko waapas bulaa rahii hai ## shajar - tree, sar+niguu.n - sar jhukaa huaa ## ## nasiim-e-saharii = the gentle fragrant morning breeze ## chhuTaa jo kaa.NTo.n se apanaa daaman to ba.Dhake dariyaa me.n (bah rahaa)??? hai shajar kii har shaaK saraniguu.N hai nasiim\-e\-saharii bulaa rahii hai ye kuuch ke wa.a.a.aqt % #endindian \endsong %