% ITRANS SONG # rmim0223; Created on Jan 26, 2004 % % nani 11/6/03 % \startsong \stitle{merii miTTii kii duniyaa niraalii}% \film{Sham Savera}% \year{1946}% \starring{Swarnalata, Wasti, Sulochana Chaterjee, Rafiq Ghaznavi}% \singer{Rafiq Ghaznavi/ S D Batish}% \music{Pt Amarnath}% \lyrics{D N Madhok, Nazim Panipati}% % % Contributor: Urzung Khan % Date: 06 Nov 2003 % Comments: Geetanjali Series % This is a two-part song in the film. % Part one, by the elder brother, is in Rafiq % Ghaznavi's voice. Part two, by the younger brother % in the film, is in Batish's voice. % Some sources claim that both parts were sung % by Batish only. % D N Madhok, Nazim Panipati were the lyricists % for the film. % \printtitle #indian % merii miTTii kii duniyaa niraalii o.a.a jahaa.N bhagawaan base.n ## Part One - Sung by Rafiq Ghaznavi ## phuulo.n se ra.ng churaayaa kaa.NTo.n se dard milaayaa komal saa pa.nkha.Diyo.n se belo.n ne pyaar sidhaayaa mai.n huu.N sundaraban kaa maalii o.a.a jahaa.N bhagawaan base.n \threedots hirano.n ne aa.Nkhe.n pherii.n moro.n ne naach sikhaayaa madh bharii koyal kii kuu kuu pii pii papiihaa ne gayaa ban ke pa.nchhii kii umadaa nishaanii o.a.a jahaa.N bhagawaan base.n \threedots gurbo.n kaa saath jahaa.N hai pariyo.n kaa naach jahaa.N hai sundar taano.n kaa rasiilaa prem kaa giit jahaa.N hai mai.n ne jaaduu kii nagarii basaa lii o.a.a jahaa.N bhagawaan base.n \threedots ## Part Two - Sung by S D Batish ## ho.n jahaa.N chaa.Ndanii raate.n pyaar\-o\-muhabbat kii ghaate.n sundar sunaharaa jiivan ho kyuu.N na ho.n pyaar kii baate.n tuu ne ga.ngaa kii nadiyaa bahaalii o.a.a jahaa.N bhagawaan base.n \threedots jiivan me.n thaa jo a.Ndheraa kiraNo.n ne kiyaa saveraa khilaa kamal hai suhaanaa swarg banaa ghar teraa tuu ne priit nagariyaa basaalii o.a.a jahaa.N bhagawaan base.n \threedots % #endindian \endsong %