% ITRANS SONG # rmim0274; Created on Jan 26, 2004 % % Date: 2002-09-14 23:58:53 PST % \startsong \stitle{tuu kaun sii badalii me.n mere chaa.Nd hai aa jaa}% \film{Khandan}% \year{1942}% \starring{Noorjehan, Ghulam Mohammad, Manorama}% \singer{Noorjehan}% \music{Ghulam Haider}% \lyrics{D N Madhok}% % % Contributor:Srinivas Ganti % Transliterator:Srinivas Ganti % Comments: NOOR-E-TARANNUM series. 15th September 2002 % \printtitle #indian % (tuu kaun sii badalii me.n mere chaa.Nd hai aa jaa)\-2 (taare ? hai mere zakme jigar, in me.n samaa jaa)\-2 tuu kaun sii badalii me.n mere chaa.Nd hai aa jaa (dil Dhuu.NDh rahaa hai dil Dhuu.NDh rahaa hai, ke meraa chaa.Nd kahaan hai)\-2 (chotii sii jhalak deke merii iid banaajaa)\-2 taare ? hai mere zakme jigar in me.n samaa jaa tuu kaun sii badalii me.n mere chaa.Nd hai aa jaa (pahaluu me.n liye haaye pahaluu me.n liye, baiThii huu.N dard bharaa dil)\-2 (mar jaau.N yaa jiitii rahuu.N ye to bataajaa)\-2 taare ? hai mere zakme jigar in me.n samaa jaa tuu kaun sii badalii me.n mere chaa.Nd hai aa jaa % #endindian \endsong %