% ITRANS SONG # rmim0307; Created on Jan 26, 2004 % % From: Nimish (WarAgainstSpam@asu.edu) % Date: 2003-02-14 01:06:44 PST % \startsong \stitle{ai aa.Nkh ab naa ronaa ronaa to umr bhar hai}% \film{Sipahiya}% \year{1949}% \starring{Yakub, Madhubala, Agha}% \singer{Lata, Chitalkar}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Rammurti Chaturvedi}% % % Contributor: Nimish Pachapurkar % Transliterator: Nimish Pachapurkar % Date: 14 Feb 2003 % Series: GEETanjali % generated using giitaayan % \printtitle #indian % lataa : ai aa.Nkh ab naa ronaa, ronaa to umr bhar hai pii jaae aa.Nsuo.n ko bas vo jigar jigar hai ai aa.Nkh ab \threedots chitalakar : bedard zamaanaa, yaa bedard merii qismat mil kar bhii mil naa paae.N, ummiid pe guzar hai lataa : ai aa.Nkh ab \threedots lataa : aa.Nkho.n me.n aa ke Thaharo, yaa dil me.n aa ke Thaharo ye bhii tumhaaraa ghar hai, vo bhii tumhaaraa ghar hai ai aa.Nkh ab \threedots dono.n : ham dil to apanaa pahale hii tum ko de chuke hai.n lataa : ik jaan rah ga_ii hai to vo bhii ab nazar hai ai aa.Nkh ab \threedots % #endindian \endsong %