% ITRANS SONG # rmim0317; Created on Jan 26, 2004 % % nimish 5/21/3 % \startsong \stitle{nagarii merii kab tak ... ai chaa.Nd ummido.n ko ... aavaaz do insaaf ko}% \film{Man Ki Jeet}% \year{1944}% \starring{Neena, Geeta Nizami, Shyam, Anwar Husain, Shanta Thakkar}% \singer{Sitara Kanpuri}% \music{S K Pal}% \lyrics{Josh Malihabadi}% % % Contributor: Nimish Pachapurkar % Transliterator: Nimish Pachapurkar % Credits: Dhananjay Naniwadekar % Date: 21 May 2003 % Series: GEETanjali % generated using giitaayan % \printtitle #indian % % Part 1 of the song % nagarii merii kab tak yuu.N hii barabaad rahegii duniyaa .a duniyaa yahii duniyaa hai to kyaa yaad rahegii nagarii merii kab tak yuu.N hii barabaad rahegii aakaash pe nikharaa huaa hai chaa.Nd kaa mukha.Daa bastii me.n Gariibo.n kii a.Ndhere kaa hai dukha.Daa duniyaa .a duniyaa yahii duniyaa hai to kyaa yaad rahegii nagarii merii \threedots kab hogaa saveraa kab hogaa saveraa koii ai kaash bataa de kis vaqt tak ai ghuumate aakaash bataa de insaano.n par insaan kii bedaad rahegii kahakaaro.n se kaliyo.n ke chaman guu.Nj rahaa hai jharano.n ke madhur raag se ban guu.Nj rahaa hai par meraa to, par meraa to par meraa to fariyaad se man guu.Nj rahaa hai par meraa to fariyaad se man guu.Nj rahaa hai kab tak mere ho.nTho.n pe ye fariyaad rahegii nagarii merii \threedots % % Part 2 of the song % % This part begins with ai chaa.Nd ... and not % 'aavaaz do insaaf ko' which is the title on % 78 RPM % ai chaa.Nd ummiido.n ko merii shammaa dikhaa de ai chaa.Nd ummiido.n ko merii shammaa dikhaa de Duube hue, khoe hue, suuraj kaa pataa de rote hue jug biit gayaa ab to ha.Nsaa de ai mere himaalaa, mujhe ye baat bataa de ai mere himaalaa, mujhe ye baat bataa de hogii merii bastii bhii kabhii Kair se aabaad nagarii merii barabaad hai barabaad hai barabaad barabaad hai barabaad nagarii merii \threedots jo aa.Nkh kaa aa.Nsuu hai, jo aaho.n kaa dhuaa.N hai jo aa.Nkh kaa aa.Nsuu hai, jo aaho.n kaa dhuaa.N hai vaarii meraa dil us pe, nichhaavar merii jaa.N hai mujarim huu.N, gunaahagaar huu.N, us ko ye gumaa.N hai aavaaz do insaaf ko insaaf kahaa.N hai aavaaz do insaaf ko insaaf kahaa.N hai ik bekas\-o\-majabuur pe ye zulm, ye bedaad nagarii merii barabaad hai, barabaad hai, barabaad barabaad hai, barabaad nagarii merii \threedots % #endindian \endsong %