% ITRANS SONG # rmim0352; Created on Jan 26, 2004 % % From: P Dasgupta (prithvi_dg@yahoo.com) % Date: 2001-11-27 19:26:07 PST % \startsong \stitle{mai.n to hiir kaa huu.N diivaanaa ... ek chaa.Nd kaa Tuka.Daa}% \film{Heer}% \year{1956}% \starring{Nutan, Pradeep Kumar, Darpan}% \singer{Hemant}% \music{Anil Biswas}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Prithviraj Dasgupta % Transliterator: Prithviraj Dasgupta % Date: Nov 27, 2001 % Comments: Hemantda series #78 % \printtitle #indian % mai.n to hiir kaa huu.N diivaanaa ho o o o o mai.n to hiir kaa huu.N diivaanaa ek chaa.Nd kaa Tuka.Daa ek phuul saa mukha.Daa baat hasii.n usako sitaaro.n tumane kahii.n dekhaa to nahii.n o o o o naam usakaa sunaa hai jab se dil puu.Nchh rahaa hai sab se bas ek jhalak mil jaa_e pyaasii hai.n nigaahe.n kab se ab kuchh to bataa_o gum hai kahaa.N vo pa.rdaanashiin usako sitaaro.n tumane kahii.n dekhaa to nahii.n chaa.Nd kaa Tuka.Daa \threedots o o o o sun kar us kaa afasaanaa ik mai.n hii nahii.n diivaanaa kahte us mukha.De kaa aa_iinaa bhii paravaanaa haay gul se nikha.Dtii banatii sa.Nvaratii hogii kahii.n usako sitaaro.n tumane kahii.n dekhaa to nahii.n chaa.Nd kaa Tuka.Daa \threedots o o o o dekhaa to nahii.n hai phir bhii marataa huu.N us qaatil par vo paa.Nv kahii.n rakhatii ho pa.Dataa hai.n hamaare dil par vo paa.Nv % short-pause vo paa.Nv kahii.n rakhatii ho pa.Dataa hai.n hamaare dil par hai duur nazar se phir bhii adil se duur nahii.n usako sitaaro.n tumane kahii.n dekhaa to nahii.n chaa.Nd kaa Tuka.Daa \threedots % #endindian \endsong %