% ITRANS SONG # rmim0384; Created on Jan 26, 2004 % \startsong \stitle{Tha.nDii Tha.nDii hawaa khaane ... raajaa jaanii pyaare chor hamaare}% \film{Bhaai Bhaai}% \year{1956}% \starring{Ashok Kumar, Kishore Kumar, Nimmi, Nirupa Roy}% \singer{Lata, Chorus}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Rajendra Krishan}% % % Audio on: LP LKDA 267 (EMI Pakistan) % Contributor: Satish Kalra % Transliterator: Satish Kalra % Date: 25 Mar 2003 % Series: LATAnjali % Credits: Naniwadekar % generated using giitaayan % \printtitle #indian % lataa: Tha.nDii Tha.nDii hawaa khaane raajaa gayaa gaa.nv me.n jaate jaate muii suii chubh gayii paa.nv me.n raajaa ne waziir bhejaa raanii dau.Dii aa_ii raajaa kii sawaarii ko kaalii ghoDii laa_ii ho aage aage baiThaa raajaa piichhe baiThii raanii raanii ne sunaa_ii aake munne ko kahaanii raajaa jaanii pyaare chor hamaare luk chhup luk chhup jaanaa chaahe ko_ii jiite chaahe ko_ii haare luk chhup luk chhup jaanaa ko : raajaa jaanii pyaare chor hamaare luk chhup luk chhup jaanaa ko: aa.aa lataa: (dhuup banii bebii to baabaa banaa saayaa dhuup ke piichhe dekho saayaa dau.Daa aayaa) 2 dau.Daa aayaa dau.Daa aayaa ko: dekho aayaa aayaa aayaa la: ho duniyaa se nyaare khel hamaare luk chhup luk chhup jaanaa ko: raajaa jaanii pyaare chor hamaare luk chhup luk chhup jaanaa la: phuul se ik din bulabul bolii aajaa khele.n aa.Nkh michaulii ko: aa .a.a la: phuul ye kahane lagaa tuu uD jaa_egii haath na aa_egii ghuum ke Daalii Daalii giit ye gaa_egii ho raajaa jaanii pyaare chor hamaare luk chhup luk chhup jaanaa ko: chaahe ko_ii jiite chaahe ko_ii haare luk chhup luk chhup jaanaa la: (badalii ke piichhe jo chhup gayaa taaraa Dhuu.NDh Dhuu.NDh haaraa cha.ndaa maamaa bechaaraa) 2 dekho haaraa haaraa haaraa ko: cha.ndaa maamaa bechaaraa la: ho piichhe piichhe cha.ndaa aage aage taare luk chhup luk chhup jaanaa raajaa jaanii pyaare chor hamaare luk chhup luk chhup jaanaa ko: chaahe ko_ii jiite chaahe ko_ii haare luk chhup luk chhup jaanaa % #endindian \endsong %