% ITRANS SONG # rmim0509; Created on Jan 26, 2004 % % From: urzung khan (urzung@hotmail.com) % Date: 2003-02-01 06:36:12 PST % \startsong \stitle{piine kii ham ko aadat dukh me.n bhalii lagii hai}% \film{non-Film}% \year{1940s}% \starring{}% \singer{Talat}% \music{Ramzan Khan}% \lyrics{Faiyaz Hashmi}% % % Contributor: , 2003-02-01 % \printtitle #indian % piine kii ham ko aadat dukh me.n bhalii lagii hai Gam dil ko khaa rahaa hai mai gam ko khaa rahii hai itane to garm aa.Nsuu hote nahii.n kisii ke kyaa buu.Nd Kuun\-e\-dil kii aa.Nkho.n se bah rahii hai khilane ke din se pahale ha.Nsne ke din se pahale ai dil ki suukh jaa_e kahane ko vo kalii hai aaTho.n pahar vo ha.Nste din\-raat ham ta.Dapate ik vo bhii zindagii hai ik ye bhii zindagii hai % #endindian \endsong %