% ITRANS SONG # rmim0538; Created on Jan 26, 2004 % % urzung 1/2/4 % \startsong \stitle{aaj use phir dekhaa hai}% \film{non-Film}% \year{}% \starring{}% \singer{Talat}% \music{}% \lyrics{Faiyaz Hashmi}% % % Contributor: , 1/2/4 % \printtitle #indian % aaj use phir dekhaa hai, dekhaa hai roz kiyaa karataa thaa yaad lekin aaj buhat din baad gaa.Nv ke chhote pa.nghaT me.n chaa.nd saa chaharaa ghuu.NghaT me.n mai.n ne chamakate dekhaa hai shaam kaa baadal chhaane ko thaa suuraj bhii chhup jaane ko thaa us ke ruup ke suuraj ko jab me.n ne uThate dekhaa hai naam mujhe maaluum nahii.n hai sharmiilii hai kamasin hai vo dil kii raanii banaa chukaa banaa chukaa huu.N kahane ko panahaaran hai vo ek nazar me.n dil kii duniyaa mai.n ne badalate dekha hai % #endindian \endsong %