% ITRANS SONG # rmim0540; Created on Jan 26, 2004 % % Urzung 1/16/4 % \startsong \stitle{mere piichhe ik diivaanaa kuchh alabelaa masataanaa}% \film{Nazrana}% \year{1961}% \starring{Raj Kapoor, Vaijayanti Mala}% \singer{Asha, Mukesh}% \music{Ravi}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: , 1/16/4 % Comments: As per kosh, record has wrongly given Lata as singer % in place of Asha % \printtitle #indian % mere piichhe ik diivaanaa kuchh alabelaa masataanaa koii roko re mujh ko sataaye hai mere aage ik diivaanii hai jisakaa naam javaanii koii dekho re dil ko churaaye hai machale jo dil teraa kayaa hai qusuur meraa chho.Do jii chho.Do pichhaa ab to huzuur meraa aisii adaao.n pe to koii luTaa jaaye hai aisii bhii jaladii kayaa hai ham ko bhii saath lelo jaane do Gussaa ab to haatho.n me.n haath lelo dekho diivaanaa kaisii batiyaa.n banaaye hai mujh me.n janaab bolo aisii kayaa baat dekhii gaalo.n me.n din dekhaa baalo.n me.n raat dekhii aise naa dekho meraa jiyaa ghabaraaye hai % #endindian \endsong %