% ITRANS SONG # rmim0560; Created on Jan 26, 2004 % \startsong \stitle{dil hii dil me.n sulag ke bujhe ham}% \film{Kashish (Non-Film)}% \year{1988}% \starring{}% \singer{Noorjehan/ Asha}% \music{Nazar Hussain}% \lyrics{Zia Jalandhari}% % % Audio on: musicindiaonline.com % Contributor: Vinay P Jain % Transliterator: Vinay P Jain % Date: 27 Jul 2003 % Series: GEETanjali, Noor-e-tarannum % Comments: album name, year given above are for Asha version % generated using giitaayan % \printtitle #indian % dil hii dil me.n sulagake bujhe ham aur sahe Gam duur hii duur tumase kaun sii aas ba.Ndhii thii tumase rahe ham duur hii duur tumane hamako jab bhii dekhaa, ???lab the yaa Kaamosh yuu.N to aksar roye lekin chhup chhup kam kam duur hii duur ek wo aan ki unakii zaraa sii baat gawaaraa kar naa sake ek ye haal ki yaad me.n unakii ro_e paiham duur hii duur % paiham = lagaataar tark\-e\-talab par Kush the ki aakhir kaam liyaa daanaa_ii se kisako Kabar hai jalate rahe tum jalate rahe ham duur hii duur % tark-e-talab = ichchhaa/chaahat/talab kaa tyaag % daanaa_ii = samajhdaarii, ##wisdom## % #endindian \endsong %