% ITRANS SONG # % % Date: Mon, 1 Mar 2004 10:14:53 -0800 % From: "naniwadekar" % \startsong \stitle{dillii kii galiyo.n me.n}% \film{Doli}% \year{1947}% \starring{Wasti, Sulochana Chaterjee}% \singer{Zohra, Durrani}% \music{Ghulam Mohammed}% \lyrics{Nazim Panipati}% % % Contributor : dhananjay naniwadekar % Date : 01 March 2004 % Comments : GEETanjali Series % \printtitle #indian % zoharaa : dillii kii galiyo.n me.n jiyaa naahii laage mai.n to dekhuu.Ngii bamba_ii vaadaa karake biit gaye hai maarch, aprail aur ma_ii mai.n to dekhuu.Ngii bamba_ii \threedots du : are dillii naa chho.D ye to apanaa hai des zo : chale.n ham tum bamba_ii wahaa.N dekhe.nge ##race## du : yahaa.N dil ke tamaashe, yahaa.N naino.n ke khel yahaa.N qutub saab kii laaT zo : wahaa.N daadar aur parel mil jaae.nge us nagarii me.n tere jaise ka_ii mai.n to dekhuu.Ngii bamba_ii \threedots du : yahaa.N sakhiyaa.N bhii hai.n, torii mai.nyaa bhii hai yahaa.N torii nanadiyaa kaa bhaiyaa bhii hai zo : wahaa.N izzat bhii hai aur rupaiyaa bhii hai wahaa.N saigal bhii hai aur suraiyaa bhii hai kyaa karuu.Ngii dillii me.n mai.n ya_ii ya_ii ya_ii ya_ii ya_ii mai.n to dekhuu.Ngii bamba_ii \threedots % #endindian \endsong %