% ITRANS SONG # % Date: Tue, 15 Jun 2004 05:38:59 +0500 % From: Urzung Khan \startsong \stitle{bhulaataa laakh huu.n lekin baraabar yaad aate hai.n}% \film{(Non-Film)}% \year{}% \starring{}% \singer{Mujaddad Niazi}% \music{}% \lyrics{Hasrat Mohani}% % Contributor: , 15 Jun 2004 \printtitle #indian bhulaataa laakh huu.n lekin baraabar yaad aate hai.n elaahii tark\-e\-ulfat par vo kyuu.n kar yaad aate hai.n na chhe.D ai ham\-nashii.n kaifiat\-e\-sahbaa ke afasaane sharaab\-e\-beKudii ke mujh ko saaGar yaad aate hai.n nahii.n aatii to yaad unakii mahiino.n tak nahii.n aatii magar jab yaad aate hai.n to aksar yaad aate hai.n haqiiqat khul gaii hasrat tere tark\-e\-muhabbat kii tujhe to ab vo pahle se bhii ba.Dh kar yaad aate hai.n #endindian \endsong