% ITRANS SONG % \startsong \stitle{mai.n to aaratii utaaruu.N re santoShii maataa kii}% \film{Jai Santoshi Maa}% \year{1975}% \starring{Ashish Kumar, Kanan Kaushal, Rajnibala, Anita Guha}% \singer{Usha, Chorus}% \music{C Arjun}% \lyrics{Pradeep}% % % Contributor: Surma Bhopali % Transliterator: Surma Bhopali % Date: 20 Sep 2004 % Series: GEETanjali % generated using giitaayan % \printtitle #indian u: mai.n to aaratii utaaruu.N re santoShii maataa kii - 2 jaya jaya santoShii maataa jaya jaya maa.N - 2 ba.Dii mamataa hai ba.Daa pyaar maa.N kii aa.Nkho.n me.n ko: maa.N kii aa.Nkho.n me.n u: ba.Dii karuNaa maayaa dulaar maa.N kii aa.Nkho.n me.n ko: maa.N kii aa.Nkho.n me.n u: kyuu.n naa dekhuu.n mai.n baara.mbaar maa.N kii aa.Nkho.n me.n dikhe har gha.Dii, dikhe har gha.Dii nayaa chamatkaar maa.N kii aa.Nkho.n me.n ko: maa.N kii aa.Nkho.n me.n u: ho nritya karuu.N jhuum-jhuum, jham jhamaajham jhuum-jhuum ko: nritya karuu.N jhuum-jhuum, jham jhamaajham jhuum-jhuum u: jhaa.Nkii nihaaruu.N re, o baa.Nkii baa.Nkii jhaa.Nkii nihaaruu.N re ko: mai.n to aaratii ... u: sadaa hotii hai jayajayakaar maa.N ke ma.ndir me.n ko: maa.N ke ma.ndir me.n u: nit jhaa.Njhar kii hoe jha.nkaar maa.N ke ma.ndir me.n ko: maa.N ke ma.ndir me.n u: sadaa ma.njiir karate pukaar maa.N ke ma.ndir me.n varadaan ke, varadaan ke bhare hai.n bha.nDaar maa.N ke ma.ndir me.n ko: maa.N ke ma.ndir me.n u: diip dharuu.N dhuup dharuu.N, prem sahit bhakti karuu.N jiivan sudhaaruu.N re, o pyaaraa pyaaraa jiivan sudhaaruu.N re ko: mai.n to aaratii ... #endindian \endsong